Search Poetry

Chara Saazon Ki Chara Sazi Se

Chara Saazon Ki Chara Sazi Se
Dard Bad-Naam To Nahi Hoga
Haan Dawa Do Magar Ye Batla Do
Mujhe Araam To Nahi Hoga...

Chara Saazon Ki

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot'ti Thi
Phir Meri Aankh Se Manzar Nahi Dekha Jata...

Ghar Ki Dewaar

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana Lekin
Ye Tamasha To Mere Baad Bhi Ho Sakta Tha...

Ghair Se Tum

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib
Dil Zabt Se Kahin Phat Na Jaye...

Dua Ki Jiye

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne
Mere Har Gumaan Ko Yaqeen Kar Dala...

Apni Nazron Ko

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale
Kya Ye Khairaat Phir Nahi Hogi...

Ek Nazar Mur

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla
Shairon K Intakhab Ne Ruswa Kia Mujhe...

Khulta Kisi Pe

Toote Hue Dilon Ko Kabhi Jor Kar To Dekho

Toote Hue Dilon Ko Kabhi Jor Kar To Dekho
Naiki Ye Mukhtasir Hai Magar Hajj Se Kam Nahi...

Toote Hue Dilon

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain Tabish
Jane Kis Waqt Nikal Jaen Chaman Se Apne...

Hum K Sookhy

Kya Kabhi Ap Par Bhi Guzra Hai

Kya Kabhi Ap Par Bhi Guzra Hai
Koi Lamha Kisi Sadi Ki Tarha...?

Kya Kabhi Ap

Faslay Khatam Hi Nahi Hote

Faslay Khatam Hi Nahi Hote
Airiyan Phat Gai Hain Chal Chal Kar...

Faslay Khatam Hi

Jab Us Ko Raas Na Ayi To Chor Gaya

Jab Us Ko Raas Na Ayi To Chor Gaya
Aik Shakhs Ne Mujh Par Mohabbat Ka Tajarba Kia...

Jab Us Ko

Rukh-E-Doraan K Khad-O-Khal Guzar Jate Hain

Rukh-E-Doraan K Khad-O-Khal Guzar Jate Hain
Rukh-E-Doraan K Khad-O-Khal Guzar Jate Hain
Halaat Jese Bhi Hon Beherhaal Guzar Jate Hain

Pehle Pehle To Kat'ta Nahi Ek Lamha Bhi Judai Ka
Phir Lamhe Lamhe, Kayi Saal Guzar Jate Hain

Jaan Pe Bhaari Hua Hai Faqat Azab-E-Tanhai
Yoon To Har Roz Kayi Wabaal Guzar Jate Hain

Naqsh Mit'te Nahi Soch K Da'iron Se Kabhi
Tere Khayalon Se Hum Be-Khayal Guzar Jate Hain

Kon Pathar Se Musalsal Takraye
Gham Bhi Ho Kar Nidhal Guzar Jate Hain...

Blogger: Waqas Ali

Thooka Hai Mene Khoon Hamesha

Thooka Hai Mene Khoon Hamesha Mazaq Me
Mera Mazaq Aap Hamesha Uraiye...

Thooka Hai Mene

Ek Teri Barabari K Liye

Ek Teri Barabari K Liye
Khud Ko Kitna Gira Chuka Hun Me...

Ek Teri Barabari

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai Zara
Warna Is Dil Ne Dikhane The Tamashe Kya Kya...

Ab K Toota

Jhoot Hai Sub Khizaan Ka Khumyaza

Jhoot Hai Sub Khizaan Ka Khumyaza
Aks-E-Rang-Rukh-E-Bahaar Bhi Jhoot
Mout Teri Talab Bhi Laghzish-E-Lub
Zindagi Tera Aitbaar Bhi Jhoot...

Jhoot Hai Sub