Search Poetry

Wo jin ko dekh k ho jaye zindagi se ishq

Wo jin ko dekh k ho jaye zindagi se ishq

Kahin to kash hamein bhi milen wo pyare log

Bare aajeeb se lehjhe mein baat karte ho

Bare aajeeb se lehjhe mein baat karte ho

hain chor jane ki sari nishaniyan tum mein

Usay bhati nahi thi meri shararti tabiyat

Usay bhati nahi thi meri shararti tabiyat

Usay tarsa k rakh diya mein ne sanjhida ho kar

Mohabbat ki kahani mein agar kaisa magar kaisa

Mohabbat ki kahani mein agar kaisa magar kaisa

Wo shezaadi hamari hai to bas samjho hamari hai

Apne khilaf batein khamoshi se sunta hoon

Apne khilaf batein khamoshi se sunta hoon

jawab dene ka haq waqaat ko de rakha hai

Na hum giray na hamari tuwaqoaat k minar giray

Na hum giray na hamari tuwaqoaat k minar giray

magar hamain girane mein bohat se log bar bar giray

Faslon se agar muskorahat loat aaye tumhari

Faslon se agar muskorahat loat aaye tumhari

To tumhein haq hai k tum doriyan bana lo mujh se

Jab tak na aaye tujhe tarap tarap k hansna

Jab tak na aaye tujhe tarap tarap k hansna

Khud ko sitam e yar k kabil na samajhna

Sitare torr kar lane ki kia zarorat thi

Sitare torr kar lane ki kia zarorat thi

Sitare doarr kar aayein hum itne dilkhash hain

Nahi koi zarorat yaad rakhne ki hamaein

Nahi koi zarorat yaad rakhne ki hamaein

Hum khud hi yaad aayein gay jahan zikar e wafa ho ga

Admin : Adding Sana to the whatsapp group.

Admin : Adding Sana to the whatsapp group.
Ibrahim : Hi Sana welcome to the group.
Sana : Hi guys am new to the city
Mustafa : Hi Sana dont worry , am there...any problems i will be the solution
Irfan : Hi Sana.. tell me if you have any problem, will arrange a solution for u
Hafeez : Hi Sana, if you need anything tell me, it will be arranged.
Akbar : Hi Sana mera bhai Hyderabad me hee hai , koi bhi problem ho i will manage it for you..
Sana : Thanx guys for your support
Akber : Sana whats your full name..
Sana : Sana Ullah Khan.
Mustafa left
Akber left
Hafeez left
Irfan left
Ibrahim left
Admin left...
Sana is the admin now

kiya karon dard kam nahi hota

door manzil hai raah guzar tanha
rasata khatam hi nahi hota

raza raza hein khawab ankhon mein
kaisay kah don k ghum nahi hota

koi shikwa nahi magar Maula
koi shikwa nahi magar Maula

kiya karon dard kam nahi hota
kiya karon dard kam nahi hota

zindagi k udas lamhon mein
tari yadoon ka sayaban to hai

tara Ehsas tari khushboo hai
mere apno ka aik maan to hai

ya charago ko kya bujhayein gi
k hawaon mein dam nahi hota

koi shikwa nahi magar Maula
koi shikwa nahi magar Maula

kiya karon dard kam nahi hota
kiya karon dard kam nahi hota

kiya kahein kis tarhan guzari hai
zindagi tujh ko jee k dekh liye 

mere zakhmon ki baat karte ho
ye zehar hum ne pee k dekh liya

kia kisi se gila kare koi
toba mayil karaam nahi hota

koi shikwa nahi magar Maula
koi shikwa nahi magar Maula

kiya karon dard kam nahi hota

Ab Koi Mujh Ko Dilaye Na Muhabbat Ka Yaqeen

Ab Koi Mujh Ko Dilaye Na Muhabbat Ka Yaqeen

Jo Mujhe Bhool Na Saktey Thay Wohi Bhool Gaye