Search Poetry

2 Lines Shayari Status In Hindi


Duniya Ny Mujhy Youn Hi Ghazal'gr Samjh Liya,
Main To Kisi Ky Husn Ki Tareef Likhta Hun...!!!




Hai Kiya Ajeeb, Hum Naa Jaan Paye Is Zinagi Ko,
Hum Log Jo Hain Umar Sy Gharqab-E-Zinagi...!!!




Is Tanhai Ka Bara Ahsan Hai Hum Par, Sahib, 
Yeh Sath Na Deti To Hum Na Jany Kidhr Jaty...!!!




Jis K Honton Py Muskurahat Ho,
Un Ki Aankhein Udaas Hoti Hain...!!!




Jis Shakhs Ki Fitrat Thi Baghawat Krna,
Tum Nay Usi Shakhs K Dil Pr Hakumat Ki...!!!




Kaash! Keh Koi To Ikhtiyaar Mery Paas Hota,
Usy Paany Ka, Ya Chupky Sy Mar Jany Ka...!!!




Suna Hai Log Jahan Khoyen Wahin Milty Hain,
Main Apny Aap Main Tujh Ko Talaash Krta Hun...!!!




Us Ka Hansta Hua Chehra Dekh Kr,
Dil Krta Hai Bs Dekhta Hi Jaon...!!!




Us Nay Apni Aankhon Sy Tableegh Hi Youn Ki,
Main Bina Sochy Muhabbat Py Imaan Ly Aya...!!!



Jumma Mubarik Hadees with Islamic Pictures


Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:-
Gunaahon Sy Toaba Krna Aisa Hai Jesy 
Us Ny Gunaah Kiya Hi Na Ho.




Hadees e Nabvi:-
Aap (S.A) Ko Jab Koi Mushkil Darpaish Hoti 
To Aap (S.A) Foran Nimaz Ki Taraf Mutawajjah Ho Jaty.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Tumhary dinon main sab sy ziyada fazeelat wala din 
JUMMY ka hai, pas tum us din mujh par 
kasrat sy darood bheja kro, is liye keh 
tumhara darood mujh par paish kiya jata hai".




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Jo shakhs musalsal 3 JUMMAA ki Nimaz susti 
k sabab chory ga ALLAH TA'ALAA 
us k dil par mohar laga dy ga".




Rasool Akram (S.A) Ny Farmaya:
Jo Shakhs Jumaa K Din Mujh Par 200 Martaba 
Darood Parhy Ga Us K 200 Saal K Gunaah 
Muaaf Kr Diye Jayen Gy.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
Musalmano! ALLAH ny JUMMAA k din ko 
tumhary liye EID ka din banaya hai. Jo shakhs 
NIMAZ E JUMMAA k liye aaye to usy 
chahiye keh ghusal kr ly aor ho saky to khushbu 
bhi lagaye, aor MISWAAK ka ahtmaam zrur kry.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Jo mujh par aik baar Darood e Paak bhejy aor 
woh qabool ho jaye to ALLAH us k 
80 bars k gunaah mitaa dy ga".



2 Line Hindi Sad Text Shayari Images


Main Ik Sitary Ki Seerat Par Mar Mita, Warna,
Falak Sy Karta Raha Chand Bhi Ishary Mujhy...!!!




Bharosa Mat Krna Duniya K Logon Py, Mohsin,
Mujhy Tabaah Krny Wala Mera Bohat Azeez Tha...!!!




Bheegi Hui Sham Ki Ek Dehleez Py.. Mohsin,
Dil Ky Sulgny Ka Sabab Soch Rahi Hun...!!!




Jab Bhi Deedar e Yaar Hota Hai,
Main Hosh Main Nahi Rehta...!!!




Kaali Kaali Zulfon Py Pardy Naa Daalo,
Humein Zinda Rehny Do Ay Husn Walo...!!!




Toot Jata Hai Khud Sy Waasta,
Jab Tujh Sy Raabta Nahi Hota...!!!




Tumhari Duniya Main Mujh Jesy Hazaron Hongy,
Magr! Humari Duniya Main Tum Sa Koi Nahi Hai...!!!




Us Shakhs Sy Faqt Itna Sa Ta'luq Hai, Mohsin,
Woh Pareshan Ho To Mujhy Neend Nahi Aati...!!!




Usy Dekh Kar Main Aisy Gum Ho Jata Hun,
Jesy Koi Yaad Krta Ho Apny Bachpan Ko...!!!




Yeh Kesi Muhabbat Hai, Ab Tak Na Samjh Paaye,
Gheron Ko Mana Lena, Apnon Ko Khafa Rakhna...!!!



2 Line Sad Shayari with Images in Urdu Fonts


Q Uljhy Ho In Sawalon Main,
Be-wafa Tum Nahi, To Hum Sahi...!!!




Koi Tareeqa Bata Do Is Balaa Sy Bachny Ka,
Mujhy Kisi Sy Muhabbat Ho Gai Hai...!!!




Raat Ki Tanhai Main Aksar Yeh Sochta Rehta Hun, SahiB
Muhabbat Dua Hai, Sazaa Hai, Jazaa Hai, Ya Gunaah Hai...??




Tujh Py Khul Jaati Hai Meri Rooh Ki Tanhai Bhi,
Meri Aankhon Main Kabhi Jhaank Kr To Dekha Hota...!!!




Dil To Krta Hai Teri Tanhai Khareed Loon,
Par Afsos Tanhai K Siwa Kuch Nahi Hai...!!!




Main Ny Dekhy Huy Hain Woh Lamhy,
Khamoshi Jab Kalaam Karti Hai...!!!




Aaj Tanha Hun To Kisi Ny Awaaz Tak Na Di,
Kal Tak Jo Mehfil Main Tha, To Logon Ka Hajoom Tha...!!!




Daaman Chor Kar Agar Jaana Hi Tha,
To Nazrein Mila Kar Piyar Sy Dekha Q Tha...!!!




Dil To Krta Hai Teri Tanhai Khareed Loon,
Par Afsos, Mery Pas Bhi Tanhai K Siwa Kuch Nahi...!!!




Jab Bhi Jee Main Aata Hai Chali Aati Ho,
Ay Shab-E-Tanhai.! 
Tera Koi Ghar Baar Nahi Hai...??



Romantic Love Quotes for Him with Pictures


When love is not madness, 
it is not love.




If a thing loves, 
it is infinite.




Love will make you steal 
someone's heart and give them yours.




Love is life. And if you 
miss love, you miss life.




Love means never 
having to say you�re sorry.




Most people will be about as 
happy as they decide to be.




I want someone who will stay with me 
no matter how hard I am to be with.




If I know what love is, 
it is because of you.




I'm not perfect but you'll 
never find someone who 
loves you as much as I do.


Christmas Greetings Pictures and Gifts for Friends and Family


Christmas is such a lovely time...



Rejoice the spirit of Christmas with 
friends, family and colleagues...




There are many gifts under the Christmas tree.
But the best on is the gift of your friendship...



Cristmas is doing a little 
something extra for some one.



The best gift in life will never be found
under A Christmas tree, those gifts are
friends, family, kids and the one you love...




Gifts of time and love are 
surely the basic ingredients 
of a truly Merry Christmas.



Christmas only comes ones A year. 
The Love that I have for you comes 
only once in A life time...




Gifts of time and love are 
surely the basic ingredients 
of a truly Merry Christmas.




Hope your Christmas is a perfect 
measure of fun and loughter!.